DHONI: A CRICKETER OR A LEGEND


Mahendra Singh Dhoni Jinhe Hum MS Dhoni Ke Naam Se Jaante Hai. MS Dhoni Ek Akele Aise Captain Hai Cricket History Me Jinhone Saari ICC Trophies Apne Naam Ki Hai.
Unki Captaincy Me India ne 2007 ICC World 20-20, 2010 Or 2016 Asia Cups, 2011 ICC Cricket World Cup and 2013 ICC Champions Trophy Jeeti. Dhoni Un Batsman Me Se Hai Jinhone ODI Me 10,000 Se Jaada Run Banaye Hai Aur Ek Effective Finisher Ke Ruup Me Jaane Jaate Hai.
Wo Modern Finishers Aur Wicket-keepers Ki Inspiration Hai. Inhone Apna
ODI Debut December 2004 Me Bangladesh Ke Against Kiya. Aur Apna Pehla Test Ek Saal Baad Sri-Lanka ke Against Khela. Dhoni Ko 2008 or 2009 Me ICC Player Of The Year (pehla player jisne 2 baar ye award jeeta), Rajiv Gandhi Khel Ratna 2007, Padma Shri 2009, Aur Padma Bhushan 2018 Awards Diye Gaye. Unhe 2007 Me RAHUL DRAVID Ke baad ODI Captaincy di Gayi. Inke Naam Kayi Captaincy Records Hai Jaise Ki Most Wins As an Indian Captain In ODIs And T20Is.
 
Dhoni Ko Test Captaincy 2008 Me Mili, Jiske Baad Wo Indian Team Ko Pehli Baar ICC TEST RANKINGS Me NO.1 Ki Position Par Le Gaye.  2013 Me Unki Captaani Me India 40 Saalo Me EK-Matra Aisi Team Bani Jisne Australia Ko Kisi Test Series Me Whitewash Kiya.
Inhone
IPL Me Chennai Super Kings Ki Captaani Karte hue 2010, 2011 or 2018 Me Khitab Jeetaya. Dhoni Ko TIME Magzine Ne 100 Most Influential People In The World Ki List Me Shamil Kiya.
  
DHONI ne 30 December 2014 Ko Test Cricket Se Retirement Le Liya. Dhoni 2015 Me Indian Super League Ki Team Chennaiyin FC Ke CO-OWNER Bane.
 
2016 Me Inke Uper Ek Biopic Bani Jiska Naam MS DHONI: THE UNTOLD STORY hai. Is Film Me Inke Life Aur Cricketing Struggles Ke Sath Sath 2011 Cricket World Cup Ke Winning Moments Shamil Hai.





Personal Information-


Full name-Mahendra Singh Dhoni
Born-7 July 1981 (age 38)
RanchiBiharIndia (present-day Jharkhand)
NicknameMahi, Captain Cool,Thala
Height-1.78 m (5 ft 10 in)
Batting-Right-handed
Bowling-Right-arm medium
Role-Wicket-keeper batsman



INTERNATIONAL RECORDS


National side
  • India (2004–present)
Test debut (cap 251)2 December 2005 v Sri Lanka
Last Test26 December 2014 v Australia
ODI debut (cap 158)23 December 2004 v Bangladesh
Last ODI9 July 2019 v New Zealand
ODI shirt no.7
T20I debut (cap 2)1 December 2006 v South Africa
Last T20I27 February 2019 v Australia
T20I shirt no.7
Domestic team information
YearsTeam
1999–2004Bihar cricket team
2004/05–presentJharkhand
2008–2015;2018-PresentChennai Super Kings (squad no. 7)
2016–2017Rising Pune Supergiant

Dhoni
was all set to make his come back in the IPL 2020 but due to COVID-19 IPL has been postponed. So Dhoni fans have to wait to see him again on the ground. But hopefully we will see him soon on the ground. His contribution to the Indian Cricket proves that he is not less than any Legend. 






















Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

साहिल सलीम : संघर्ष की एक बेमिसाल कहानी

VIRAT KOHLI : THE BUSINESSMAN