Posts

Showing posts from April, 2020

MBA IN 5 MINUTES

Image
"Business" or "Marketing" skills aaj ki duniya me har kisi ko aani hi chahiye. Iss post me aise hi 5 business rules ke baare me janenge jinhe aap bahut hi aasani se sikh sakte hai... 1 - VALUE CREATION Value Creation ka matlab hai ki aapka business aur product logo ko sach me achii value create kar ke de rha hai ya nhi? For Example - aap ek Juice ki dukaan kholkar utne paise nahi kama payenge jitne "BILL GATES" ne kamaye hai, kyuki aap Juice bechkar kuch haajar logo ki life me value create karenge, lakin BILL GATES ne aisa product or company banayi hai jis ki wajah se log ghar-ghar baith kar computer use kar pa rhe hai. Bill Gates ke business ne crores se jaada logo ke liye value create kar ke di. In short jitna jaada aap valuable product denge utna jaada aap ka business grow kar sakta hai. 2 - MARKETING Ek study se ye pata chala hai ki Companies 15 billion [15000000000] dollars Marketing me kharch karti aur wo bhi spe

7 MUST WATCH MOVIES

Image
Iss post me 7 aisi movies ke baare me janenge jo aapko jarror motivate or inspire karengi.. MARTIAN Ye movie novel "The Martian" par based hai jise "ANDY WEIR" ne likha hai. Iss movie me saal 2035 ki baat ki gyi hai jab ek crew MARS par mission ke liye jata hai. Mars par dust storm aa jane se ek astronaut jiska naam "MARK WATNEY" hai injured ho jata aur gayab ho jata hai. Crew members ko lagta hai ki wo mar gaya aur EARTH ke liye wapas take off karte hai. Mark ko jab hosh aata hai to wo dekhta hai ki wo pure planet par akela hai. wo NASA se bhi contact nhi kar paa rha hai aur NASA ka agla mission agle 4 saal baad hai.. KUNG FU PANDA Kung Fu Panda ek bahut hi famous animated movie hai. Is movie me ek bahut moota panda hai jiska naam PO hai aur wo Kung Fu sikhna chahta hai.  Is movie me DRAGON SCROLL naam ki ek cheej hai jise mana jata hai jise ye mil gaya wo bahut shakti-shaali ban jayega. FORREST GUMP Iss movie ko

कोरोना से आपको बचा सकता है ये एप्प

Image
कोरोना वायरस से निपटने के लिए सरकार लॉकडाउन के अलावा कई और प्रयास कर रही है इसी बीच भारत सरकार ने एक एप्प लॉन्च किया है, जो की वायरस से बचने में आपकी मदद कर सकती है|  इस एप्प का नाम है -  " आरोग्य सेतु "   जिसे की "कोरोना कवच" नामक एप्प का अपडेटेड वर्ज़न कह सकते है | इस एप्प को आप 12 भाषाओ में इस्तेमाल कर सकते है |   3 अप्रैल को यह एप्प लांच किया गया और अब तक 5 करोड़ से भी ज्यादा लोग इसे डाउनलोड कर चुके है | यह एप्प पूरी तरह से फ्री है | आप इसे अपने एंड्राइड या एप्पल प्ले स्टोर से डाउनलोड कर सकते है |  इस एप्प के जरिये आप यह पता लगा सकते है कि  आपके आस-पास कोई कोरोना संक्रमित व्यक्ति तो नहीं है या आप जिस जगह है, उस जगह कोई कोरोना पोस्टिव तो नहीं मिला |   कैसे काम करता है यह एप्प   इस एप्प को डाउनलोड करने के बाद आपको अपना मोबाइल नंबर रजिस्टर करना होगा, इसके बाद उस नंबर पर O.T.P. (वन टाइम पासवर्ड ) आएगा, जिसे डालने के बाद ही आप इसका इस्तेमाल कर पायेंगे | इसके बाद आपको कुछ सवालो के उत्तर देने होंगे जैसे की --- * आपकी उम

साहिल सलीम : संघर्ष की एक बेमिसाल कहानी

Image
उन्नाव; उत्तर प्रदेश   के  75  जिलों में से  1 , जिसके बारे में बड़े शहरों में रहने वाले लोगो ने शायद ही सुना होगा, जहाँ लोग  क्रिकेट  देखते तो बड़े मजे से है, लेकिन अपने बच्चों को क्रिकेटर बनाने का हौसला कम ही जुटा पाते है क्योकि ना यहाँ अच्छे ग्राउंड्स हैं,ना कोचेस और ना ही पर्याप्त साधन |  मगर इन सभी कमियों को नजरअंदाज करते हुए इसी जिले में जन्मे  "साहिल सलीम"  ने अपनी मेहनत और क़ाबिलियत के बलबूते पर ना सिर्फ कई बड़े शहरों में अपनी पहचान बनाई बल्कि आज ये एक सफल कोच के रूप में कई बच्चो के क्रिकेटर बनने के सपने को साकार करने में भी सहयोग दे रहे है  | ये सफर शुरू होता है  26 मार्च, 1995  को जन्मे  "साहिल सलीम "   से जिन्होने एक आम बच्चे की तरह ही अपने घर के आँगन में क्रिकेट खेलना शुरू किया  |  उम्र के साथ-साथ साहिल के अंदर  क्रिकेट  का जुनून भी बढ़ने लगा, जुनून ऐसा की क्रिकेट के सिवा ना तो कुछ दिखाई देता और ना ही सुनाई  |  स्कूल और स्टेडियम के मैचेस में अच्छा प्रदर्शन करने पर इनके एक करीबी रिश्तेदार ने इन्हे  कर्नाटक  जाने की सलाह दी  |  वर्ष  2009   में छोटे

DHONI: A CRICKETER OR A LEGEND

Image
Mahendra Singh Dhoni Jinhe Hum MS Dhoni Ke Naam Se Jaante Hai. MS Dhoni Ek Akele Aise Captain Hai Cricket History Me Jinhone Saari ICC Trophies Apne Naam Ki Hai. Unki Captaincy Me India ne 2007 ICC World 20-20, 2010 Or 2016 Asia Cups, 2011 ICC Cricket World Cup and 2013 ICC Champions Trophy Jeeti. Dhoni Un Batsman Me Se Hai Jinhone ODI Me 10,000 Se Jaada Run Banaye Hai Aur Ek Effective Finisher Ke Ruup Me Jaane Jaate Hai. Wo Modern Finishers Aur Wicket-keepers Ki Inspiration Hai. Inhone Apna ODI Debut December 2004 Me Bangladesh Ke Against Kiya. Aur Apna Pehla Test Ek Saal Baad Sri-Lanka ke Against Khela. Dhoni Ko 2008 or 2009 Me ICC Player Of The Year (pehla player jisne 2 baar ye award jeeta), Rajiv Gandhi Khel Ratna 2007 , Padma Shri 2009 , Aur Padma Bhushan 2018 Awards Diye Gaye. Unhe 2007 Me RAHUL DRAVID Ke baad ODI Captaincy di Gayi. Inke Naam Kayi Captaincy Records Hai Jaise Ki Most Wins As an Indian Captain In ODIs And T20Is.   Dhoni Ko Test Capt